Dariya
I. Parchayi Ek shayar ki pehechan kalam sei barti jaye, Par shayari keh pehele kya woh insaan nahi? Insaniyat sei dur jakey likha meine, Phir yeh awam pass kyu aney lagi? Hai manzar bohot, Parchayi par ek hai, Kalam hai tez, Par shant shamei aur andheri ratei kisine na giney. Hai rasta lamba, Aur yeh shuruwat keh kuch ghadi, Hei dosti peh yaar wehem, Yeh jhoot paltei hum hei. Na dikhta insaan, joh nafrat karey, Na dikhta kalah, joh akela barey, Toh kya hei hai hasil in shabdo sei ? Yeh mujhe na pooch, Manzar peh dikhega tujhe bhi saboot. Kalakar, ek kalam, Narfratei, pyar bhi, Par shant hei hum. Shakti hai toh pyar bhi hai, Jo mujhmein hai, woh tujhmein bhi hai. Shakti hai toh shama bhi hai, Shama in sarein karmon sei bhi. II. Pehechan Yadho mei hei tu basi, Asal sei bohot hei alag, Nakal hai shayad meri, Ya pyar ka yeh ek wehem. Parchayio mei na dekhu khudko, Joh tujko pehechan...